Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More

Thursday, July 14, 2011

Mohammed Rafi - Ab Kya Misaal Doon Lyrics - Aarti (1962) (Hindi Song Lyrics)


Song writer: Majrooh Sultanpuri
Singer: Mohammed Rafi
Actors: Manoj Meena Kumari & Pradeep Kumar
Music By:  Roshan Lal
Movie:  Aarti(1962)
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1962 (60s)






 Ab Kya Misaal Doon Lyrics :

Ab Kya Misaal Doon Maein Tumhare Shabaab Ki
Insaan Ban Gayee Hai Kiran Mahtaab Ki

Chehre Mein Ghul Gaya Hai Haseen Chandni Ka Noor
Aankhon Mein Hai Chaman Ki Jawan Raat Ka Suroor
Gardan Hai Ek Jhuki Hui Daali Gulab Ki
Ab Kya Misaal Doon...

Gesu Khule To Shaam Ke Dil Se Dhuan Uthe
Chhule Kadam To Jhukke Na Phir Aasman Uthe
Sau Baar Jhilmilaye Shama Aaftab Ki
Ab Kya Misaal Doon...

Deewar-O-Dar Ka Rang, Yeh Aanchal, Yeh Pairhan
Ghar Ka Mere Chirag Hai Boota Sa Yeh Badan
Tasveer Ho Tumhi Jannat Ke Khwab Ki
Ab Kya Misaal Doon...

Mohammed Rafi - Door Reh Kar Naa Karo Baat Lyrics - Amaanat(1977) (Hindi Song Lyrics)


Song: Door Reh Kar Naa Karo Baat
Song writer: Sahir Ludhiyanvi
Singer: Mohammed Rafi
Actors: Manoj Kumar and Sadhana
Music By:  Ravi
Movie:  Amaanat (1977)
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1977 (70s)




Door Reh Kar Naa Karo Baat Lyrics Lyrics:


door reh kar na karo baat
kareeb aa jaao
door reh kar na karo baat
kareeb aa jaao

yaad reh jaayegi ye raat
kareeb aa jaao
ek muddat se tamanna thi
tumhe chhoone ki
ek muddat se tamanna thi
tumhe chhoone ki

aaj bas mein nahi jazbaat
kareeb aa jaao
aaj bas mein nahi jazbaat
kareeb aa jaao
door reh kar na karo baat
kareeb aa jaao

sard jhonko se bhadakte hain
badan mein shole
sard jhonko se bhadakte hain
badan mein shole

jaan le legi ye barsaat
kareeb aa jaao
jaan le legi ye barsaat
kareeb aa jaao
door reh kar na karo baat
kareeb aa jaao

is kadar hum se jhijhakne ki
zaroorat kya hai
is kadar hum se jhijhakne ki
zaroorat kya hai

zindagi bhar ka hai ab saath
kareeb aa jaao
zindagi bhar ka hai ab saath
kareeb aa jaao

yaad reh jaayegi ye raat
kareeb aa jaao
door reh kar na karo baat
kareeb aa jaao

Mohammed Rafi - Tumhari Zulf Ke Saaye Mein Shaam Kar Loonga - Naunihal (1967) (Hindi Song Lyrics)

Song: Tumhari Zulf Ke Saaye Mein Shaam
Song writer: Kaifi Azmi
Singer: Mohammed Rafi
Actors: Sanjeev Kumar, Indrani Mukherjee, Madhvi, Balraj Sahani
Music By:  Madan Mohan
Movie:  Naunihal (1967)
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1967 (60s)


Tumhari Zulf Ke Saaye Mein Shaam Kar Loonga Lyrics:

tumhari zulf ke saaye mein
shaam kar loonga
tumhari zulf ke saaye mein
shaam kar loonga

safar ik umr ka
pal mein tamaam kar loonga

nazar milaai to poochhunga
ishq ka anjaam
nazar milaai to poochhunga
ishq ka anjaam

nazar jhukaai to khaali
salaam kar loonnga
nazar jhukaai to khaali
salaam kar loonnga

tumhari zulf ke saaye mein
shaam kar loonga

jahaan e dil pe hukoomat
tumhe mubaarak ho
jahaan e dil pe hukoomat
tumhe mubaarak ho

rahi shikast to wo
apne naam kar loonga
rahi shikast to wo
apne naam kar loonga

tumhari zulf ke saaye mein
shaam kar loonga
safar ik umr ka
pal mein tamaam kar loonga

Wednesday, July 6, 2011

Mohammed Rafi - Aapke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Noor Hai - Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) (Hindi Song Lyrics)


Song: Koi Sagar Dil Ko Behlata Nahin
Song writer: Anjaan
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on Dharmendra, Mala Sinha
Music By:  O. P. Nayyar
Movie:  Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1966 (60s)


Aapke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Noor Hai  Lyrics:

aapke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aapke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aap ki nigaah ne kahaa to kuchh zuroor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
khuli laton ki chhaanv mein khilaa-khilaa ye roop hai
khuli laton ki chhaanv mein khilaa-khilaa ye roop hai
ghataa se jaise chhan rahi subah-subah ki dhoop hai
jidhar nazar mudi
jidhar nazar mudi
jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aapke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
jhuki-jhuki nigaah mein bhi hain balaa ki shokhiyaan
jhuki-jhuki nigaah mein bhi hain balaa ki shokhiyaan
dabi-dabi hansi mein bhi tadap rahi hain bijliyaan
shabaab aap kaa
shabaab aap kaa
shabaab aap kaa nashe mein khud hi choor-choor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aap ki nigaah ne kahaa to kuchh zuroor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
jahaan-jahaan pade kadam wahaan fizaa badal gayi
jahaan-jahaan pade kadam wahaan fizaa badal gayi
ke jaise sar-basar bahaar aap hi mein dhal gayi
kisi mein ye kashish
kisi mein ye kashish
kisi mein ye kashish kahaan jo aap mein huzoor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aapke haseen rukh pe aaj nayaa noor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
aap ki nigaah ne kahaa to kuchh zuroor hai
meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusoor hai
hmm hmm hmm

Mohammed Rafi - Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko Lyrics - - (Hindi Song Lyrics)

Song: Chhoo Lene Do Nazuk Honthon Ko

Song writer: Sahir Ludhyanvi

Singer: Mohammed Rafi
Picturised on:Meena Kumari, Raj Kumar,
Music By:  Sahir Ludhianvi
Album: Kaajal
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi
Year: 1965 (60s)








 Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko Lyrics


chhoo lene do nazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
kudrat ne jo hum ko baksha hai
wo sabse haseen inaam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko

sharma ke na yunhi kho dena
rangeen jawani ki ghadiyan
sharma ke na yunhi kho dena
rangeen jawani ki ghadiyan
betaab dhadakte seeno ka
armaan bhara paigam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko

achon ko bura sabit karna
duniya ki purani aadat hai
achon ko bura sabit karna
duniya ki purani aadat hai
is may ko mubarak cheez samajh
mana ke bohot badnaam hai ye

chhoo lene do nazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko
kuch aur nahi hai jaam hai ye
kudrat ne jo hum ko baksha hai
wo sabse haseen inaam hai ye
chhoo lene do nazuk honthon ko

Mohammed Rafi -Koi Sagar Dil Ko Behlata Nahin - Dil Diya Dard Liya1966 (Hindi Song Lyrics)



Song: Koi Sagar Dil Ko Behlata Nahin
Song writer: Shakeel Badayuni
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on Waheeda Rehman, Dilip Kumar
Music By:  Naushad
Movie:  Dil Diya Dard Liya
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1966 (60s)






Koi Sagar Dil Ko Behlata Nahin Lyrics:

Koi sagar, dil ko behlata nahin,
Koi sagar, dil ko behlata nahin,
Baykhudi mein bhi, qarar aata nahin,
Koi sagar, dil ko behlata nahin,

Main, koi, pathar nahin,
insaan hoon, Kaise kehdoon,
Ghum se ghabrata nahin,

Koi sagar, dil ko behlata nahin,
Baykhudi mein bhi, qarar aata nahin,

Kal tu sab thhey, karavan ke, saath saath,
Kal tu sab they, karavan ke, saath saath,
Aaj koi, raha dikhlata nahin,

Koi sagar, dil ko behlata nahin,
Baykhudi mein bhi, qarar aata nahin,

Zindagi keh, aainay ko, tod doo,
Zindagi keh, aainay ko, tod doo,
Es mein aab, kuch bhi, nazar aata nahin,

Koi sagar, dil ko behlata nahin,
Baykhudi mein bhi, qarar aata nahin,
Koi sagar, dil ko behlata nahin

Mohammed Rafi - Roshan Tumhi Se Duniya - Parasmani_1963 (Hindi Song Lyrics)

Song:Roshan Tumhi Se Duniya
Song writer: Asad Bhopali, Indeewar
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on Mahipal & Gitanjali
Music By:  Laxmikant - Pyarelal
Movie:  Parasmani
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1963 (60s)







Roshan Tumhi Se Duniya Lyrics:

hmmmmmm hmmm aaaa aaaa
ho... Oo...
Roshan tumhi se duniya raunaq tumhi jahan ki
phoolon me palne wali rani ho gulsitan ki
salamat raho salamat haaye
salamat raho

Oohh Naazuk ho naz se bhi tum
tum pyar se bhi pyare
tum husn se haseen ho
kya baat hai tumhari, kya baat hai tumhari
aankhon me do jahaan hain
malik ho do jahan ki
salamat raho, salamat raho haaye
salamat raho..

Dil chaahe toot jaye
mere dil se yunhi khelo|2|

jiti raho yunhi tum
meri bhi umra le lo, meri bhi umra le lo
kis din dua na mangi
hamne tumhari jaan ki
salamat raho, salamat raho haaye
salamat raho..

Mohammed Rafi -Jo Baat Tujh Mein Hai, Lyrics -Taj Mahal (Hindi Song Lyrics)


Song: Jo Baat Tujh Mein Hai
Song writer: Sahir Ludhianvi
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on Bina Rai, Pradeep Kumar
Music By:  Roshan Lal
Movie: Taj Mahal
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1963 (60s)






Jo Baat Tujh Mein Hai, Lyrics:


jo baat tujh mein hai,
teree tasaweer mein nahee
tasaweer mein nahee

rangon mein teraa aks dhalaa, too naa dhal sakee
saanson kee aanch jism kee khushaboo naa dhal sakee
tujh mein jo loch hai, meree tahareer mein nahee
tahareer mein nahee
jo baat tujh mein hai,
teree tasaweer mein nahee

bejaan husn mein kahaan, raftaar kee adaa
inkaar kee adaa hai, naa ikaraar kee adaa
koee lachak bhee zulf-e-girahagir mein nahee
girahagir mein nahee
jo baat tujh mein hai,
teree tasaweer mein nahee

duniyaa mein koee cheez naheen hai teree tarah
phir ek baar saamane aajaa kisee tarah
kyaa aur ek jhalak meree taqadeer mein nahee
taqadeer mein nahee

jo baat tujh mein hai,
teree tasaweer mein nahee

Mohammed Rafi -Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Yeh Barsaat Ki Raat Lyrics -Barsaat Ki Raat(Hindi Song Lyrics)



Song: Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi
Song writer: Sahir Ludhianvi
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on Bharat Bhushan, Madhubala
Music By:  Roshan Lal
Movie: Barsaat Ki Raat
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year:  1960 (60s)






Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Yeh Barsaat Ki Raat Lyrics:

hmmmm hmmmm
Zindagi bhar nahin bhoolegio woh barasaat ki raat
ek anjaan haseena se mulakaat ki raat
zindagi bhar nahin bhoolegi ...

haaye wo reshmi
zulfon se barasta paani
haaye wo reshmi
zulfon se barasta paani

phool se gaalon pe
rukne ko tarastaa paani
dil mein toofan uthaate hue
dil mein toofan uthaate hue
jazbaat ki raat
zindagi bhar nahi bhoolegi

dar ke bijli se achanak
wo lipatna uska
aur phir sharm se
bal kha ke simatna uska
kabhi dekhi na suni aisi ho
kabhi dekhi na suni aisi
tilismaat ki raat
zindagi bhar nahi bhoolegi

surkh aanchal ko daba kar
jo nichoda usne
surkh aanchal ko daba kar
jo nichoda usne

dil pe jalta hua
ek teer sa chhoda usne
aag paani mein lagate hue
aag paani mein lagate hue
haalaat ki raat
zindagi bhar nahi bhoolegi

mere naghmo mein
jo basti hai wo tasveer thi wo
naujawaani ke haseen
khwaab ki taabir thi wo
aasmano se utar aayi ho
aasmano se utar aayi thi
jo raat ki raat
zindagi bhar nahi bhoolegi
wo barsaat ki raat
zindagi bhar nahi bhoolegi

Mohammed Rafi -Ehsaan tera hoga Mujh Par Lyrics -Junglee (Hindi Song Lyrics)


Song: Dil Jo Na Keh Saka
Song writer: Hasrat Jaipuri
Singer: Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar
Actors: Lalita Pawar, Saira Bano, Shammi Kapoor, Shashikala
Music By:  Shankar-Jaikishan
Movie: Junglee
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi
Year:  1961 (60s)







Ehsaan tera hoga Mujh Par Lyrics

ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do) (2)
ehsaan tera hoga mujh par

tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2)
rone kahoge ro lenge ab (2)
aansoo ka hamaare gham na karo
woh behte hai to behne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par

chaahe banaa do chaahe mitaa do hoo aaaa (2)
mar bhi gaye to denge duvaayen (2)
udd udd ke kahegi khaak sanam
yeh dard-e-mohabbat sehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par

Mohammed Rafi - Dil Jo Na Keh Saka Lyrics -Bheegi Raat- (Hindi Song Lyrics)



Song: Dil Jo Na Keh Saka
Song writer:
Singer: Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar
Picturised on:Meena Kumari, Ashok Kumar, Pradeep Kumar
Music By:  Roshan Lal
Movie: Bheegi Raat
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi
Year:  1965 (60s)




Dil Jo Na Keh Saka Lyrics


dil jo naa kah sakaa
wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi
dil jo naa kah sakaa
wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi
dil jo naa kah sakaa

naghma sa koyi jaag utha badan me
jhankar ki si tharthari hai tan me
jhankar ki si tharthari hai tan me
ho mubarak tumhe kisi ki larajti si baahon mein
rahne ki raat aayi
dil jo na kah saka

taubaa ye kis ne anjuman sajaa ke
tukde kiye hain guncha-e-wafaa ke
tukde kiye hain guncha-e-wafaa ke
ho uchhaalo gulon ke tukde
ke rangeen fizaaon mein rahne ki raat aayi
dil jo naa kah sakaa

chaliye mubaarak jashn dosti kaa
daaman to thaamaa aap ne kisi kaa
daaman to thaamaa aap ne kisi kaa
ho hamen to khushi yahi hai
tumhen bhi kisi ko apnaa kahne ki raat aayi
dil jo naa kah sakaa

saagar uthaao dil kaa kis ko gham hai
aaj dil ki qeemat jaam se bhi kam hai
aaj dil ki qeemat jaam se bhi kam hai
ho piyo chaahe khoon-e-dil ho
ke peete pilaate hi rahne ki raat aayi
dil jo naa kah sakaa

wohi raaje dil kahne ki raat aayi
dil jo na kah saka

Mohammed Rafi - Aaj ki Raat mere dil kisalaami le le Lyrics - - (Hindi Song Lyrics)


Song: Aaj ki Raat mere dil ki salaami le le
Song writer: Shakeel Badayuni
Singer: Mohammed Rafi

Picturised on:Meena Kumari, Raj Kumar,
Music By: Naushad
Album: Ram Aur Shyam
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi
Year:  1967 (60s)







Aaj ki Raat mere dil kisalaami le le Lyrics:

ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se
karungaa ujaalaa main dil ke daagon se

Aaj ki Raat mere dil ki salaami le le
kal teree bajm se diwaanaa chalaa jaayegaa
shammaa rah jaayegee parawaanaa chalaa jaayegaa

teree mahafil tere jalawe ho mubaarak tuz ko
teree ulafat se nahee aaj bhee inkaar muze
teraa mayakhaanaa salaamat rahe aye jaana-ye-wafaa
muskuraakar too jaraa dekh le yek baar muze
fir tere pyaar kaa mastaanaa chalaa jaayegaa

mainne chaahaa ke bataa doo main hakeekat apanee
toone lekin naa meraa raaja-ye-mohabbat samazaa
meree ulazan mere haalaat yahaan tak pahunche

teree aankhon ne mere pyaar ko nafarat samazaa
ab teree raah se begaanaa chalaa jaayegaa

too meraa saath naa de raah-ye-mohabbat mein sanam
chalate chalate main kisee raah pe mud jaaoongaa
kahakashaan chaand sitaaren tere chumeinge kadam

tere raste kee main yek dhool hoon, ud jaaoongaa
saath mere meraa afasaanaa chalaa jaayegaa

Mohammed Rafi - Hum intezaar karenge tera qayaamat tak - Bahu Begum - (Hindi Song Lyrics)


Song: Hum intezaar karenge tera qayaamat tak
Song writer: Sahir Ludhyanvi
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on:Pradeep Kumar, Meena Kumari, Ashok Kumar
Music By:  Roshan Lal
Album: Bahu Begum
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi
Year: 1967 (60s)










Hum Intezaar karenge Lyrics




Hum intezaar karenge
Hum intezaar karenge tera qayaamat tak
Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
Hum intezaar karenge

Bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye
Bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye
Yehi junoon yehi vehshat ho
Yehi junoon yehi vehshat ho aur tu aaye
Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
Hum intezaar karenge

Naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka
Magar geela to karenge teri judaai ka
Tere khilaaf shikaayat ho
Tere khilaaf shikaayat ho aur tu aaye
Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
Hum intezaar karenge

Yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge
Tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge
Humara aalam-e-rukhsat ho
Humara aalam-e-rukhsat ho aur tu aaye
Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye
Hum intezaar karenge

Categories

2008 songs (1) 2010 songs (6) 2011 Songs (5) 50s (1) 60s (14) 70s (1) 90s (2) A.R. Rahman (4) Aadmi (1) Aamir Khan (4) Aarti(1962) (1) Aashish Choudry and Mallika Sherawat (1) Abbas Tyrewala (1) abhay deol (3) Abhishek Bachchan (1) aftab shivdasani (1) Agneepath (1) Ajay Devgan (2) ajay jhingran (7) Ajay-Atul (1) akshay kumar (7) Akshaye Khanna (1) album songs lyrics (1) Ali Azmat (1) ali zafar (1) alvida song lyrics (1) Amit Trivedi (11) Amitabh Bachchan (4) Amitabh Bhattacharya (11) Anand Raj Anand (1) Anjaan (1) Annu Kapoor (1) anurag kashyap movies (6) AR Rahman (1) Arshad Warsi (1) Asad Bhopali (1) Asha Parekh (1) Ashok Kumar (2) awara raahi gumshuda (1) Ayi Giri Nandini Nandita Medini (1) B (2) Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) (1) Barsaat ki Raat (1) Bbuddah Hoga Terra Baap (3) Best Bhakti song (1) Bhakti song (1) Bharat Bhushan (1) bheege bheege nayan jale lyrics (1) Bheegi Raat (1) Bin Bulaye Baraati (2) Bol Bachchan (1) bonnie chakraborty (1) breothers item song (1) chhalki chhalki chaandani mein lyrics (1) classically mild (8) Cocktail (3) Dangerous Ishhq (3) Dangerous Ishq (2) dasvidaniya (3) deepak pandit (8) Deepika Padukone (3) dhanya dhanya naari jeevan (1) dharmendra (1) Diana Penty (2) Dil Chahta Hai (1) dil diya dard liya 1966 (1) Dil Se(1998) (1) dilip kumar (2) Don 2 (5) Double Dhamaal (1) Ek Ladki Shabnami Jaisi (1) Ek Main Aur Ekk Tu (5) ek tha tiger (1) emotional hindi songs (4) Emraan Hashmi (2) farhan akhtar (3) Gali Gali Chor Hai (1) geet mein dhalte lafzon mein lyrics (1) Gharana 1961 (1) Gulzar (1) Guru Dutt (1) Hasrat Jaipuri (1) Himesh Reshammiya (12) hindi album songs (3) hindi album songs lyrics (6) hindi lyrics (2) hindi movie songs lyrics (6) hindi song lyrics (10) Hm Saaya (1) Honey Singh (2) hrithik (3) imran khan (6) Indeewar (1) Indrani Mukherjee (1) inspirational songs (1) Item Songs (1) Jaunglee (1) javed akhtar (5) Javed Ali (2) Javed Jaffery (1) Jhoota Hi Sahi(2010) (1) Jhoota Hi Sahi(2010) songs lyrics (1) Jism 2 (2) John Abraham (1) joi barua (2) k (1) kahaani aankhon ke pardon pe lyricslyrics (1) Kaifi Azmi (1) kailash kher (3) kailash kher songs lyrics (2) kal aaj aur kal Rafi (2008) (17) kal ho naa ho (1) Kareena Kapoor (5) Karishma Kapoor (5) karthik (1) Katrina (1) Katrina Kaif (2) Kavita Krishnamurthy (1) Keerthi Sagathia (1) Khiladi 786 (6) kshitij (1) Kumaar (1) Kunal Ganjawala (1) Kya Super Kool Hain Hum (5) lamha lamha (1) Lara Dutta (1) Lata Mangeshkar (2) Laxmikant - Pyarelal (1) love-songs (3) m (1) Madhubala (1) Mahishasura Mardini Stotram (1) Majrooh Sultanpuri (1) mala sinha (1) manisha koirala (1) Manoj Kumar (1) masti (1) Meena Kumari (2) Mere Brother Ki Dulhan (1) meri maa (1) mika singh (4) Mohammed Rafi (17) Mohan (1) Mohit Chauhan (4) Mugdha Godse (1) mumma song lyrics (1) muskura mere dil lyrics (2) Naav Chadhti Lehrein Laang Na Paye (1) Nargis Fakhri (1) Naushad (3) neeraj shridhar (1) neuman pinto (4) O. P. Nayyar (2) Oh My God (1) old songs lyrics (17) Parasmani(1963) (1) Pradeep Kumar (2) Priyanka Chopra (7) pyaasa 1957 (1) Rahat Fateh Ali Khan (4) Raj Kumar (1) rajendra kumar (1) ram aur shyam (1) Ram Sampath (3) Raman Mahadevan (1) Ranbir Kapoor (3) Rani Mukerji (1) RAOne (1) Ravi (3) richa sharma (1) Riteish Deshmukh (3) Ritesh Deshmukh (1) Rockstar (5) Roshan Lal (5) Rowdy Rathore (1) S D Burman (1) saathiya (1) Sadhana (1) Sahir Ludhianvi (6) Saif Ali Khan (3) sajid wajid (5) salman khan (1) sandeep chowta (1) Sanjay Dutt (1) Sanjeev Kumar (1) Satyamev Jayate (3) shaan (1) Shahid Kapoor (3) shahrukh khan (8) shakeel badayuni (4) Shammi Kapoor (2) Shanghai (4) shankar-ehsaan loy (5) Shankar-Jaikishan (1) Sharmila Tagore (1) Shevan Rizvi (1) Shilpa Rao (3) Shreya Ghoshal (6) shriram ayyer (1) Shriya Saran (1) SINGHAM (1) sonu nigam (18) sonu nigam album songs (4) Sonu Nigam Compositions (1) sonu nigam songs lyrics (12) sonu niigaam (2) Sukhwinder Singh (1) sunidhi chauhan (2) suratiya matwari lyrics (1) Taj Mahal(1963) (1) Talaash (1) Teri Meri Kahaani (6) tochi (1) Tulsi Kumar (3) tusshar kapoor (3) udaan (6) urmila matondkar (1) Videos (1) vinay pathak (2) Vishal Dadlani (3) vishal-shekhar (8) vivek oberoi (1) waheeda rehman (1) Zara Dil ko tham lo (1) Zindagi Milegi Na Dobara (3)
 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Blogger Templates