The song Angreji Beat is already a superhit track by Yo Yo Honey Singh from his recent Punjabi album International Villager. Cocktail movie makers put this Punjabi track in the Bollywood film Cocktail. You can listen this song in the Cocktail Trailer too and that sounds great in the trailer.
Angreji Beat is sung by Honey Singh and Gippy Grewal and composed by Honey Singh
Tumhi Ho Bandhu Lyrics
Yaara tere sadke ishq sikha main toh Aayi jug taj ke ishq sikha Jab yaar kare parwah meri Mujhe kya parwah iss duniya ki Jug mujhpe lagaaye pabandi Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale Tumhi ho bandhu, sakha tumhi Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale Tumhi ho bandhu, sakha tumhi Every time every minute all the day Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti Ishqaa.. ishqaan Jug kya jaane dil ko mere Ishqaa.. kiska
Lag yaar gale le saar meri Mujhe kya parwah iss duniya ki Tu jeet meri, jug haar meri Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale Tumhi ho bandhu, sakha tumhi Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale Tumhi ho bandhu, sakha tumhi Every time every minute all the day Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
The song Angreji Beat is already a superhit track by Yo Yo Honey Singh from his recent Punjabi album International Villager. Cocktail movie makers put this Punjabi track in the Bollywood film Cocktail. You can listen this song in the Cocktail Trailer too and that sounds great in the trailer.
Angreji Beat is sung by Honey Singh and Gippy Grewal and composed by Honey Singh.
Angreji Beat Lyrics
Mundeyan nu chad.di thaari-thhari Thhari ohdi heat te Marjaani paundi bhangra
Angreji beat te (x4)
Ohde silky silky waal nasal di gori aa Oh 6 footi muteyaar ganne di pori aa Khafa rata ni hundi kise di cheat te Marjaani paundi bhangra
Angreji beat te. (x4)
O khad taan ja tu nede aa Bhai idda naa tu gede kha Oh kahton enni desperate Saanu dasde ke ae rate
Shoe teri da, dress teri da Ghadi jo paayi, guess teri da Chaaro paase vekh lai kudiye Charcha hotness teri da
Nachdi mainu lagdi shudain Sacchi main taan ho gaya fan Machdi hik nu saambh kude Ni tenu government ne kar dena ban That is why salah ik laila Main tera majnu bann meri laila Main teri laila, oh meri laila Khad ja pehla saah taan laila Marjaani paundi bhangra
Angreji beat te - x4
Poori beer-sheer pee ke rum chada gi oye Marjaani nachdi nachdi, gota kha gi oye Kehnde hundi kharabi, peeti neat te Marjaani paundi bhangra
Allah Jaane Song Lyrics from Teri Meri Kahaani: Allah Jaane is sung by Rahat Fateh Ali Khan,
Composed by Sajid - Wajid
Lyrics have been penned by Prasoon Joshi.
Released under Eros Music Label
Allah Jaane Lyrics
Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Da da sa sa re sa.. sa re sa...
Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jane
Iss baat ko Maula jane
Dagmagane laga hai
Guroor bhi sharabi ho gaya
Mit gayi meri hasti
Koi husn inquilabi ho gaya
Tirchhe kuch teer chalaane
Ghayal kar de nazraane
Yeh dard kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane
Allah jaane haye
Maula jaane
Allah jaane hoye
Maula jaane
Allah jaane
Kuch toh mila hai aaj hawa mein
Saanson mein ghunghru kaise khananan
Aasmaan hai pairon ke neeche
Warna zameen pe kaise neelapan
Haar ke jeetne ka silsila mill gaya
Jannatein mill gayi ya Khuda mill gaya
Aa rubaru mere rubaru
Kya noor hai mere rubaru
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane
Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
This Song from Teri Meri Kahani is a Jugalbandi between Boy Javedand the girl Rukhsar. which is sung by Shreya Ghoshal, Mika Singh. Composed by the duo Sajid-Wajid while lyrics are penned by Prasoon Joshi.
Song Details & Credits: Song Title: Humse Pyar Karle Tu Movie: Teri Meri Kahaani Singer: Mika Singh, Shreya Ghoshal Composer: Sajid-Wajid Music On: Eros Music Director: Kunal Kohli Starring: Shahid Kapoor & Priyanka Chopra Movie Release Date: June 22nd, 2012.
Humse pyar karle tu Lyrics
Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri ki Javed naam hai mera
Arrey tu hosh mein aaja ki jo bhi naam hai tera
Nahin maaloom hai tujhko ki Kya anjaam hai tera
Tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera
Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri ki Javed naam hai mera [x2]
Arrey tu hosh mein aaja ki jo bhi naam hai tera
Nahin maaloom hai tujhko ki Kya anjaam hai tera
Tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera
Arey aake aazmale humein...
Haan aake aazmale humein Ho jayegi aashiq tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyaar kale tu
Humse pyar... Humse pyaar Giraftaar karle tu
Humse pyar karle tu, Humse pyaar kar le tu
Humse pyaar... Humse pyar Giraftaar kar le tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar karle tu
Nasha karta hoon aankhon se
Haseeno ka nashedi hoon
Bina chhuey bhi peeta hoon
Main thodi cheez tedhi hoon...
Meri nazron ke qaidi ki Zamanat bhi nahi hoti
Jo dil hum tod dein unki Marammat bhi nahin hoti....
Marammat bhi nahin hoti
Marammat bhi nahin hoti
Gunaahon ka ye mausam hai
Hai besharmi ki rut aayi [x2]
Sharafat dheere se boli
Lo hoke main bhi dhut aayee
Arey Aake aazmale humein Ho jayegi aashiq tu
Humse..
Oh Humse...
Oh Humse pyar kar le tu, Giraftaar kar le tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar kar le tu
Humse...
Chalo maana tu mere ishq mein pagal deewana hai
Chalo maana teri hasrat mere aur paas aana hai
Magar yeh maan loo kaise? tera iqraar saccha hai
Mujhe kaise yakeen aaye? ki tera pyaar saccha hai
Tera pyaar saccha hai tera pyaar saccha hai
Tu qaatil hai toh aa ja na mujhe bhi qatl kar de tu
Tu zaalim hai toh aa ja na mujhe bhi zakhm de de tu
Hai tera husn agar talwaar toh le pesh seena
Magar seene ke andar bhi dhadakta ik nagina hai
Dhadakta ik nagina hai, dhadakta ik nagina hai
Haan bacha ke rakh tu yeh jazbat ke tere kaam aayenge
Bacha ke rakh tu yeh jazbat tere kaam aayenge
Jo tu bhi pee sake mehfil mein woh bhi jaam aayenge
Haan aake aazma le humein, ho jaayegi aashiq tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar kar le tu
Ho Humse pyar humse pyaar giraftaar karle tu
Humse pyaar karle tu Humse pyaar karle tu
Humse pyaar humse pyaar Giraftaar kar le tu
Humse pyar karle tu Humse pyar karle tu...
That's All I Really Wanna Do Lyrics from Teri Meri Kahaani: That's All I Really Wanna Do is sung byShaan & Shreya Ghoshal,Teri Kahaani Songsare Composed bySajid - Wajidand Lyrics have been penned byPrasoon Joshi. Music of Teri Meri Kahaani is Released under Eros Music Label
That's all I really wanna do Lyrics
All day, so lost in love Just can't, can't get enough Wo oh oh! All day, so lost in love Each and every moment every minute every day Just can't, can't get enough Wanna always be together never go away
Dekhun tujhe, chhoo lo tujhe, Sochun tujhe, sunu tujhe Bas yunhi tujh mein dooba rahun Dooba rahun dooba dooba rahun Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun
Thats all I really wanna do - x4
Dekhun tujhe, choo lo tujhe, sochun tujhe, sunu tujhe Bas dil tujh mein dooba rahe Dooba rahe dooba dooba rahe Dil tujh mein hi tujh mein dooba rahe
Thats all I really wanna do - 8 times
Pehle mein tujhse milta tha Abb main tujh mein khulta jaaun Khwaabon mein agar haath badhaaun Haath tera paaun Haan khushboo ke jaise mujhe odh le tu Har khayal mahekta ho Ehsaas leke tere saath ka Har lamha sarakta ho Dooba rahun dooba dooba rahun Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun
Thats all I really wanna do - x4
Kya yeh chhalka? kya hua hai? Do kinaare mil rahe hain Sang sang hum paaniyon pe chal rahe hain Neende nahin hai yeh main aa raha hoon Aane do leharane do Saanson se teri main judne laga hoon Khwahishein bann jaane do
"Jabse Mere Dil ko Uff" is a duet sung by Sonu Nigam and Sunidhi Chauhan,
it's been a quite long time they have sung together. But here comes the
beautiful song "Jabse Mere Dil Ko Uff" from Shahid Kapoor and Priyanka
Chopra starrer Teri Meri Kahaani.
"Jabse Mere Dil ko uff" is composed by Sajid-Wajid:
a beautiful & brilliant composition which reminds you of 60s and
70s music where to make Sonu Nigam sing is an obvious choice who is
expert in such kind of songs, he sang it brilliantly & beautifully.
While Lyrics are penned by Prasoon Joshi.
Jabse Mere Dil Ko Uff Lyrics
Jabse Mere Dil Ko Uff tujh pe marna aa gaya
Sabko Chehre padhna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya
Jabse mere dil ko tujh pe marna aa gaya
To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa... [x2]
Jabse mere dil ko uff...
Are re re... khullam khulla muskura :)
Zulf jhitak ke aa zara
Main hi main aur bas tu hi tu
O.. gupchup gupchup ab nahi
Chupchup chupchup ab nahi
Chhidne do ab khul ke guftagu
Khwabon mein mujhko yaqeen ab karna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya
To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa... [x2]
Jabse mere dil ko uff...
Hoo.. seekho haya tehzeebein
Aji sharm bhi koi cheez hai
Nazre jhukane mein bhi ik adaa
Ho...
Bas yehi nakhre hain tere
Hosh udaate hain mere
Meri nahi hai iss mein kuch khata
Pyar karti toh phir kyun darna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya aa...
To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...
Jabse mere dil ko uff... tujh pe marna aa gaya
Sabko chehre padhna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya aa...
Jabse mere dil ko uff... tujh pe marna aa gaya
To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...
Aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...
Duaa is a sad song from Shanghai, song is sung by Nandini Srikar, Arijit Singh and Shekhar Ravjiani. Nandini Srikar is singer who sang the beautiful songBhare Naina from RA.One, her voice is unique and soulful.
Song Details & Credits:
Song Title:Duaa
Movie: Shanghai
Singer: Nandini Srikar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiani
Composer:Vishal-Shekhar
Lyricist: Kumaar
Music On: T-Series
Director: Dibakar Banerjee
Star Cast: Abhay Deol, Emraan Hashmi, Kalki Koechlin, Prosenjit Chatterjee, Pitobash Tripathy, Farooq Sheikh
Movie Release Date:June 8, 2012.
Dua Lyrics
Kise poochu hai aisa kyu Bejubaan saa ye jahaan hai
Khushi ke pal kahaan dhoondu? Benishaan sa waqt bhi yahaan hai
Jaane kitne labon pe gile hai Zindagi se kayi faasle hain
Base jitte hai sapne kyun aankhon mein Lakeere jab chhoote in haathon se yun bewajah
Jo bheji thi duaa Woh jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa [x2]
Saanson ne kahaan rukh mod liya Koi raah nazar mein naa aaye Dhadkan ne kahaan dil chhod diya Kahaan chhode in jismon mein saaye Yehi baar baar main sochta tanha main yahaan Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan
Jo bheji thi duaa Woh jaake aasmaan se yun takra gayi Ki aa gayi hai laut ke sadaa [x2]
Imported Kamariya from Emraan Hashmi, Abhay Deol Starrer Shanghai is a item number which is sung by Richa Sharma, Vishal & Shekhar. The song features the british model Scarlett Mellish Wilson. Lyrics of this item number are penned by Anvita Dutt Guptan. and She did brilliant brilliant Job. Hats off!
Song Details & Credits:
Song Title: Imported Kamariya
Movie: Shanghai
Singer: Richa Sharma, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Music On: T-Series
Director: Dibakar Banerjee
Star Cast: Abhay Deol, Emraan Hashmi, Kalki Koechlin, Prosenjit Chatterjee, Pitobash Tripathy, Farooq Sheikh
Movie Release Date: June 8, 2012.
Imported Kamariya Lyrics
Dukam Dukam dakum.......
Ho ho ho....
Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane, hum kaah jaane
Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh mori imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi
Dukam Dukam dukam.......
Haaye!
Chillam mein bhar lo arey aisi ye lat hai
Bachne ka plan chhod - NO If, NO But hai
Chhabbis kishto mein bant gayi jawaani
TV pe aati najar hai
Lagi lagi loudspeaker pe
baji baji Remix ki dhun par
Firangi meri angdaai hai
Aayi mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Oh mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi
Jeet bhaav mein shehar gaanv mein bechta Nirvana
Shirt-Pant mein bhes badal kar Dhoti-Paijama
Baj gaye baj gaye dil ki dhun pe
Band bajaiya, Rog lagaiya
Jinda na chhode tu jaalim maaregi bhaiya
Oye Hoye Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane Hum kaah jaane Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Morcha from Shanghai is sung by Vishal Dadlani & Raja Hasan. Lyrics of this song are penned by composer Vishal Dadlani himself. He wrote some nice thoughts, and in this song he imagines a prosperous India (Corruption free India)
Song Details & Credits:
Song Title:Morcha
Movie: Shanghai
Singers: Shekhar Ravjiani, Raja Hasan
Composers:Vishal-Shekhar
Lyricist: Vishal Dadlani, Raja Hasan
Music On: T-Series
Director: Dibakar Banerjee
Star Cast: Abhay Deol, Emraan Hashmi, Kalki Koechlin, Prosenjit Chatterjee, Pitobash Tripathy, Farooq Sheikh
Movie Release Date:June 8, 2012.
Morcha Lyrics
Oh ho haq se milega sabko Sabko haq se milega re Dekh unnati ka chakka aur jaldi chalega re Har ghar mein light bhi hoga Ghar-ghar mein pani bhi Mauqa hai yehi ab toh Aaja re, aaja re, aaja re, aaja
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai [x2] [Muthi hai morcha..]
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai Morcha [x2] [Shakti hai morcha]
Ho ho ho Doctor, Engineer honge Kal ke saare bacche [Morcha] Sapno mein jo hai dekha Woh desh banayenge [Morcha] Naa honge kaale dhandhe Naa hoga bhrastachar [Morcha] Khushaaliyon se bhara bhavishya Dega re, dega re, dega re, dega
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai [x2] Morcha bol morcha [Muthi hai morcha..]
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai Morcha [x2] [Shakti hai morcha]
Morcha - Ye morcha desh ka hai re Morcha - Har insaan desh ka hai re Morcha - Haan desh bhi apna hai re Chal aaja bana le, jama le desh ka morcha
Oh ho haq se milega sabko Sabko haq se milega re Ye unnati ka chakka aur jaldi chalega re Har ghar mein light bhi hoga Ghar-ghar mein pani bhi Mauqa hai yehi ab tto Aaja re aaja re aaja re aaja
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai [x2] [Muthi hai morcha..]
Morcha bol morcha Bhakti hai shakti hai Mukti hai mutthi hai Morcha [x2] [Shakti hai morcha]
O Ri Chiraiya is dedicated to all those girls who did not get a chance to live in this world. This is the song from very first episode of Satyamev Jayate. In this episode Aamir Khan deals with a critical issue of female foeticide in India.
O Ri Chiraiya is sung and written by Swanand Kirkire and music composition is done by talented musician Ram Sampath.
O Ri Chiraiya Song Details
Song Title: O Ri Chiraiya
Music Composer: Ram Sampath
Lyricist: Swanand Kirkire
Singers: Swanand Kirkire
Music Label: T-Series
O Ri Chiraiya lyrics
O Ri Chiraiya Nanhi si chidiya Angnaa mein phir aaja re
O Ri Chiraiya Nanhi si chidiya Angnaa mein phir aaja re
Andhiyara hai ghana aur lahu se sana Kirno ke tinke ambar se chunn ke Angna mein phir aaja re Humne tujhpe hazaro sitam hain kiye Humne tujhpe jahaan bhar ke zulm kiye Humne socha nahi Tu jo ud jaayegi Ye zameen tere bin sooni reh jaayegi Kiske dum pe sajega angna mera
O Ri Chiraiya, meri Chiraiya Angnaa mein phir aaja re Tere pankho mein saare sitare jadu Teri chunar satrangi bunu Tere kaajal mein main kaali raina bharu Teri mehandi mein main kacchi dhoop malu Tere naino sajaa doon naya sapna
O Ri Chiraiya, meri Chiraiya Angnaa mein phir aaja re
O Ri Chiraiya Nanhi si chidiya Angnaa mein phir aaja re O Ri Chiraiya...
Watch Teri Meri Kahaani Video Song - Mukhtasar Mulaqat Hai Featuring Shahid Kapoor and Priyanka Chopra.
Beautiful
song from Super-Romantic film Teri Meri Kahaani. The film is directed
by Kunal Kohli and Music is composed by Sajid-Wajid. and Lyrics are
penned by Prasoon Joshi.
Teri Meri Kahaani Video: Mukhtasar
Watch Shahid Kapoor and Priyanka Chopra in Thrice Upon Time Love Story "Teri Meri Kahaani".
VIEW LYRICS:Mukhtasar Lyrics & Meaning
Song Title: Mukhtasar
Movie: Teri Meri Kahaani
Music
Label: Eros Music
Song Credits
Singers: Wajid Ali
Music
Composer: Sajid-Wajid
Lyricist: Prasoon Joshi