Singer: Sonu Nigam
Picturised on: Vivek Oberoi, Rani Mukerji
Music By: A.R.Rahman
Movie: Saathiya (2004)
Sonu Nigam won 2002, Filmfare Best Male Playback Award, for the song "Saathiya", from the film Saathiya.
Year: 2002
Saathiya Title Song (Lyrics)
Saathiya, saathiya Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya, saathiya Sunke humne saari pee li hansi (Hansti rahe tu hansti rahe Haya ki laali khilti rahe Zulf ke neeche gardan pe Subah-o-shaam milti rahe) - 2 Saundi si hansi teri khilti rahe milti rahe Peeli dhoop pehenke tum dekho baag mein mat jaana Bhanwre tumko sab chhedenge, phoolon mein mat jaana Maddham maddham hans de phir se Sona sona phir se hans de Taaza gire patte ki tarah sabz-e-laan par lete hue Saat rang hai bahaaron ke, ek ada mein lapete hue Saawan bhaadon saare tumse Mausam mausam hanste rehna Maddham maddham hanste rehna Saathiya, saathiya Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya, saathiya Sunke humne saari pee li hansi Kabhi neeli aasmaan pe chalo ghoomne chale hum Koi abr mil gaya to zameen pe baras le hum Teri baali hil gayi hai Kabhi shab chamak uthi hai, kabhi shaam khil gayi hai Tere baalon ki panaah mein yeh siyaah raat guzre Teri kaali kaali aankhen koi ujli baat utre Teri ek hansi ke badle Meri yeh zameen le le, mera aasmaan le le Saathiya, saathiya Maddham maddham teri geeli hansi Saathiya, saathiya Sunke humne saari pee li hansi Barf giri ho vaadi mein Un mein lipti simti hui Barf giri ho vaadi mein Aur hansi teri goonje Un mein lipti simti hui Vaat kare, dhuaan nikle Garm garm ujla dhuaan, narm narm ujhla dhuaan
Tu Kab Ye Janegi Lyrics
Song writer: Sonu Nigam
Picturised on: Sonu Nigam, Bipasa Basu
Singer: Sonu Nigam
Music By: Sonu Nigam
Album: Kismat
Song Lyrics
Ladies and Gentlemen
We give you Sonu Nigam
aye dilruba kitna haseen mela
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
oh habiba - 2
kyun tu itni gumsum hain
yahan lakhon hain chehre
par lagta bas hum tum hain
khol aankhein, saari khushiya
tere kadmon ko chumegi
teri meri ho jo jodi
yahi duniya dekhegi
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
meri mehbooba
aye dilruba kitna haseen mela
mele mein bhi yeh dil hain akela
duniya jaane na jaane aaj yahan
par tujhko pata tu hi meri laila
mere dil mein bas tu hain
yeh tune na jaana
main hu aashiq tera aashiq
par tune na mana
sharmaati ghabraati
tu itna tadpati
phir bhi tu mere dil ko
kyun itni hai bhaati
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba
tu hain mera main hu teri
kabhi muhjse keh dena
ek pal bhi bin tere
mushkil hain ab rehna
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba
socha nahi socha tune kabhi - 2
dilruba
hey
(tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
tu meri mehbooba) - 2
tu kab yeh jaanegi
tu kab yeh maanegi
tu tu hain jaane jaana
Song Title: Sochta Hoon Main
Song Writer: Ajay Jhingran
Singer: Sonu Nigam
Album: Classically Mild
Music Composer: Deepak Pandit
Music Label: Sa Re Ga Ma
Released: 2008 (India)
Sochta Hoon Main Lyrics:
Sochta hoon main khel ye kya hai
Anjaana sa khel ye kya hai
Khel ye kya hai-2
Sochta hoon main khel ye kya hai
Insaan jee ke
Insaan jee ke paata kya hai
Sadiyon se ye raaz chhupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Hansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Hansna rona gaana kya hai
Uthna girna paana kya hai
Bandon ko manwaana kya hai-2
Jeena sach hai
Jeena sach hai, ya ek sapna
Sadiyon se ye raaz chupa hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
Sochta hoon main khel ye kya hai
ye din raat ka phera kyun hai
dharti rain basera kyun hai
ye din raat ka phera kyun hai
dharti rain basera kyun hai
tan pe umr ka ghera kyu hai-2
pal pal badhti
pal pal badhti umr ghate kyun
sadiyon se ye raaz chupa hai
sochta hoon main khel ye kya hai-2
preet ka tana bana kya hai
rishton mein uljhana kya hai
preet ka tana bana kya hai
rishton mein uljhana kya hai
khud ko hi tadpana kya hai-2
ankh mein aansoo
ankh mein aansoo kyu aate hain
sadiyon se ye raaz chupa hai
sochta hoon main khel kya hai
anjana sa ye khel ye kya hai
khel ye kya hai-2
ye kya hai
sochta hoon main khel ye kya hai
insaan jee ke insaan jee ke paata kya hai
sadiyon se ye raaz chupa hai
sochta hoon main khel ye kya hai-2
Song writer: Shevan Rizvi
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on: Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Music By: O. P. Nayyar
Movie: Humsaya
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year: 1968 (60s)
Dil Ki Aawaz bhi Sun Song's Lyrics:
dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun ik nazar dekh le ik nazar dekh le jeene ki ijaazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ik nazar dekh le jeene ki ijaazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ishq masoom hai ishq maasoom hai ilzaam lagaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki aawaaz bhi sun waqt insaan pe waqt insaan pe aisa bhi kabhi aata hai raah mein chhod ke saaya bhi chala jaata hai waqt insaan pe aisa bhi kabhi aata hai raah mein chhod ke saaya bhi chala jaata hai din bhi nikalega kabhi din bhi nikalega kabhi raat ke aane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun main haqeeqat hoon main haqeeqat hoon ye ik roz dikhaunga tujhe begunahi pe muhabbat ki rulaunga tujhe main haqeeqat hoon ye ik roz dikhaunga tujhe begunahi pe muhabbat ki rulaunga tujhe daag dil ke nahi daag dil ke nahi mite hain mitaane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki aawaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja
Husn wale Tera Jawab nahin (Lyrics)
Song writer: Shakeel Badayuni.
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on: Rajendra Kumar, Asha Parekh
Music By: Ravi
Movie: Gharana (1961)
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year: 1961 (60s)
Tu Hai Aisi Kali Jo Gulshan Mein,
Saath Apne Bahaar Laayi Ho,
Tu Hai Aisi Kiran Jo Raath Dhale,
Chandni Mein Naahaake Aayi Ho,
Yeh Tera Noor Yeh Tere Jalwe,
Jis Tarah Chand Ho Sitaaron Mein..
Husn Wale Tera Jawaab Nahin...
Teri Aankhon Mein Aisi Masti Hai,
Jaise Chalke Huve Hon Paimaane,
Tere Honton pe voh Khumoshi Hai,
Jaise Bikhre Huve Hon Afsane,
Teri Zulfon Ki Aise Rangath Hai,
Jaise Kaali Ghata Baharon Mein,,
Husn Wale Tera Jawaab Nahin..
Teri Surat Jo Dekhle Shayar,
Apne Sheron Mein Taazagi Bhara Le,
Ik Musaphir Jo Tujh Ko Paa Jaaye,
Apne Khwabon Mein Zindagi Bhar Le,
Nagmagar Dundle Agar Tujh Ko,
Dard Bharle Voh Dil Ke Taaron Mein..