Song writer: Shevan Rizvi
Singer: Mohammed Rafi
Picturised on: Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Music By: O. P. Nayyar
Movie: Humsaya
Also sung by Sonu Nigam as a Tribute to Mohammed Rafi in album kal aaj aur kal Rafi(2008)
Year: 1968 (60s)
Dil Ki Aawaz bhi Sun Song's Lyrics:
dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun ik nazar dekh le ik nazar dekh le jeene ki ijaazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ik nazar dekh le jeene ki ijaazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ishq masoom hai ishq maasoom hai ilzaam lagaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki aawaaz bhi sun waqt insaan pe waqt insaan pe aisa bhi kabhi aata hai raah mein chhod ke saaya bhi chala jaata hai waqt insaan pe aisa bhi kabhi aata hai raah mein chhod ke saaya bhi chala jaata hai din bhi nikalega kabhi din bhi nikalega kabhi raat ke aane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun main haqeeqat hoon main haqeeqat hoon ye ik roz dikhaunga tujhe begunahi pe muhabbat ki rulaunga tujhe main haqeeqat hoon ye ik roz dikhaunga tujhe begunahi pe muhabbat ki rulaunga tujhe daag dil ke nahi daag dil ke nahi mite hain mitaane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki aawaaz bhi sun mere fasaane pe na ja meri nazro ki taraf dekh zamaane pe na ja
0 comments:
Post a Comment