Song: Lamha Lamha
Song writer(s): Ajay Jhingran
Singer: Sonu Nigam
Music By: Deepak Pandit
Album: Classically Mild
Lamha Lamha Lyrics:
[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi ]2
Aao yun hum jhoome gaayein
Jeevan ko jeena sikhlayein
Dil se dil ke taar milayen
Khushiyon ki khusbo chalyakein
Hum sabhi
Anjano ko meet banaye
Roothe hai jo unhein manaye
Dil ko risthon se nahlaye
Hum abhi
Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi
Haaai
Yaaron jashn hai zindagi 2
[Lamha lamha
Yeh bole main jeevan
O bhole khulke jee le
Jee le mujhko abhi ]2
Aao ye pal yun mekhayein
Do naino ko geet sunayein
Dhadkan ke ghungurroo Chankayein
Paklon ki Saragam dhohrayein
Hum abhi
Meethi yaadein na dhundalyein
Chanchal badal ban ke chhaaye
Chahat ka chandan barsaye
Har ghadi
Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi
[Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagi ]2
[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi ]2
Aoo yeh pal yun mehkaye
Bachcho mein bachche ban jaye
Man se jhoot ki gard hataye
Thoda paise ko lalchaye
Hum sabhi
Lehron ka achal dhalkaye
Sagar ka maatha sehlaye
Sapno ka aakash churaye
Hum kabhi
Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jashn hai zindagi
[Haaayeee
Yaaron jashn hai zindagi ]2
[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan
O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi ]2
0 comments:
Post a Comment